Aap ke Darbar se khali gaya koi nahi

Aap ke Darbar se khali gaya koi nahi
Hain sakhi lakhon yahaan par Aap (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) sa koi nahin

Aap ke dohar mein dono jahaan ki nematein
Aap ke lutf-o-karam ki intihaa koi nahin

Jab liya Naam-e-Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) mushkilein hall ho gayin
Kaun kehta hai ke Tere Naam ka assar nahin

Aye Darbar Dar-e-Yaar-e-Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) aasiyo
Aitaraf-e-jurm karlo to sazzaa koi nahin

Aap ke hote hue main kyun musibat mein rahon
Kya kaheinge log ke mushkil kusha koi nahin

Kaun buje aye Niyazi dard-e-dil ka majira
Hub-e-Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) hai humara aasraa koi nahin

Aap ke Darbar se khali gaya koi nahi
Hain sakhi lakhon yahaan par Aap sa koi nahin


Related Content

  1. Un Ka Jo Ghulaam Hogaye (Naat Lyrics)
  2. Na Dolat De Na Shohrat De  Naat Lyrics
  3. Patta Patta Boota Boota Zikr E Khuda Mein Khoya  Naat Lyrics
  4. Ravi De Kande Mere Data Dera Laya  Naat Lyrics
  5. Ae Ishq e Nabi Meray Dil Mein Bhi Sama Jana
  6. Lab Pe Aati Hai Dua Banke Tamanna Meri  Naat Lyrics
  7. Fariyad Gause Aazam  Naat Lyrics
  8. Sweet Madina Sweet Madina  Naat Lyrics
  9. Tum Par Main Jan
  10. Jaise Meri Sarkaar He Aisa Nahein Koiee
  11. Wah Kya Joodo Karam Tazmeen
  12. Mujhe Apna Bana Lo Tum Khudara  Naat Lyrics
  13. Apni Ata Ka Haq Ne Ye Manzar Dekha Diya
  14. Jalwa Hai Noor Hai Ke Sarapa Raza Ka Hai  Naat Lyrics
  15. Piraane Pir, Meri Bigri Banaao  Naat Lyrics
  16. Bakht e Khufta Ne Mujhe Roze Pe Jane Na Diya
  17. Mein Sajdah Karun Ya Ke Dil Ko Sambhalun  Naat Lyrics
  18. TARON MEIN ROSHNI
  19. Aye Naseeb Mere Naseeb Tu
  20. Karam Jo Aapka Ay Sayyad E Abrar Ho Jaye  Naat Lyrics

Leave a comment